Ticker

6/recent/ticker-posts

Namshkar dosto main hun sam welcome to my blog best4uapk.blogspot.in me toh chaliye shuru karte hai aaj ka topic

AAJ KA HAMARA TOPIC HAI GOOGLE ADS KO KAISE QUALIFY KARE?
Phele toh hum jante hai ki google adsence kya hai google duvara ek earning ka rasta hai jiski madadt se hum apne blog se website money kama sakte hai

GOOGLE ADS KAISE QUALIFY KARE FOLLOW STEPS
1.TRAFFIC-apne blog par jayada se jayada traffic (per day kama se kam 500 victors ho) jayada se jayada post ko share kare taki jayada victors ho.

2.POST KI LENGTH-apni post ki length 500-1000 words ho taki apki post par jayada dher ruke google ads check karta hai ki apki post par victors kitne der tak rukta hai toh length 500 se uper rakhe (note- apki 10+ post 5000 se upar ho).

3.MEHNAT-ye baat sabh hai 'bina mehnat kiye apko fal nhi mile gaa' toh apko mehnat karni hogi apni post ko jayada se jayada share kare.

NOTE-blog banane ke bad me 1-2 post ke bad me google ads ko apply na kare google apke google ads account ko block ya ban kar sakata hai.

GOOGLE ADS KE FAYADE
1.ads par click karne par apko earning hogi.
2.apko paise bank account ya google check davara mile ge.
3.app ghar baithe internet se paise kama sakte hai.

THANKS FOR READING
App mere post ko jitna share karo ge mera blog utna poplure hoga toh share jarur kare.....

Post a Comment

1 Comments